Wednesday 23 September 2015

Siwaa tere..































Tum nahi hote jab pass mere..
Kuch adhuraa saa rehtaa hai mujhme..
Thoda tutaa saa..
Thodaa chhutaa saa..
Thodaa gum saa..
Thodaa num saa..
Lakin kuch bhi bikhraa saa nahi..
Sabkuch palko me band..
Jaise sabkuch meraa..
Siwaa tere...
Siwaa tere..

Tum nahi hote jab pass mere..
Kuch adhuraa saa rehtaa hai mujhme..
Hasta  bhi hu..
Tadpta  bhi hu..
Lakin dhadktaa nahi..
Jindgi to hoti hai mujhme..
Per jitaa nahi..
Siwaa tere..
Siwaa tera..

Written by Dev Verma..